Monday, 13 April 2015

Bollywood Wedding Songs

Le Jayenge Le Jayenge Dilwale Dulhaniya Le Jayeinge

Le Jayenge Le Jayenge
Dilwale Dulhaniyan Le Jayenge

Mehndi Laga Ke Rakhna

 Yeh kudiya nashe dee pudiya, yeh munde galee de gunde - (2)
 Nashe dee pudiya, galee de gunde
 O (mehndee lagake rakhna, dolee saja ke rakhna -2)
 Lene tujhe o goree, aayenge tere sajna
 Mehndee lagake rakhna, dolee saja ke rakhna
 O (sahra sajake rakhna, chehra chhupake rakhna -2)
 Yeh dil kee bat apne, dil me dabake rakhna
 Sahra sajake rakhna, chehra chhupake rakhna
 Mehndee lagake rakhna, dolee saja ke rakhna
 Udd udake teree julfe kartee hain kya ishare
 Dil thamke khade hain aashik sabhee kanware
 Chhup jaye saree kudiya ghar me sharam ke mare
 Ganv me aa gaye hain pagal shehar ke sare
 Najare jhukake rakhna, daman bachake rakhna - (2)
 Lene tujhe o goree, aayenge tere sajna
 Mehndee lagake rakhna, dolee saja ke rakhna
 Sahra sajake rakhna, chehra chhupake rakhna
 Mai ek jawan ladka, too ek hasin ladkee
 Yeh dil machal gaya toh mera kusur kya hai
 Rakhna tha dil peh kabu, yeh husn toh hai jadu
 Jadu hee chal gaya toh mera kusur kya hai
 Rasta hamara takna, darwaja khula rakhna - (2)
 Lene tujhe o goree, aayenge tere sajna
 Kuchh aur abb na kehna, kuchh aur abb na karna - (2)
 Yeh dil kee bat apne, dil me dabake rakhna
 Mehndee lagake rakhna, dolee saja ke rakhna
 Sahra sajake rakhna, chehra chhupake rakhna
 Shava shava..............

Mere Haathon Mein Nau-Nau Choodiyan Hain


Mere haathon mein nau-nau choodiyan hain
Thoda thehro sajan majbooriyan hain
Mere hathon mein nau-nau choodiyan hain
Thoda thehro sajan majbooriyan hain
Milan hoga abhi ik raat ki dooriyan hain
Mere haathon mein nau-nau choodiyan hai
Thoda thehro sajan majbooriyan hai
Lambi lambi te kaali-kaali raaton mein
Kaahe choodiyan khanakti hain haathon mein
Lambi lambi
Ho lambi lambi te kaali-kaali raaton mein
Kaahe choodiyan khanakti hain hathon mein
Na aana tu nigodi choodiyon ki baaton mein
Lambi lambi te kaali-kaali raaton mein
Le ja wapas tu apni baarat mundya
Main nahin jana, nahin jana tere saath mundya
Le ja wapas, ho le ja wapas tu apni baarat mundya
Main nahin jana, nahin jana tere sath mundya
Satayega jagayega tu saari raat mundya
Le ja wapas tu apni baarat mundya
Main nahin jana, nahin jana tere sath mundya
Aate jaate gali mein mera dil dhadke
Mere peeche pade hain aath-das ladke
Aate jaate gali mein mera dil dhadke
Mere peeche pade hain aath-das ladke
Ve le jaayein kisi din ye sapere naagin phadke
Tere peeche pade hain aath-das ladke
Haaye mere ghutnon se lambi, haaye meri choti hai
Haaye meri aankh shatranj ki goti hai
Mere ghutnon se lambi, meri choti hai
Meri aankh shatranj ki goti hai
Mere baabul na phir kehna abhi tu chhoti hai
Tere ghutnon se lambi, teri choti hai
Teri aankh shatranj ki goti hai
Mere darzi se aaj meri jang ho gayi
Kal choli silaai aaj tang ho gayi
Oye shava shava shava..
Mere darzi se aaj meri jang ho gayi
Kal choli silaai aaj tang ho gayi
Kare woh kya tu ladaki thi ab patang ho gayi
Tere darzi se aaj teri jang ho gayi
Mere saiyaan kiya ye bura kaam tune
Kore kagaz pe likh diya naam tune
Kahin ka bhi nahin chhoda mujhe haaye Ram tune
Mere sainya kiya ye bura kaam tune
Mere haathon mein nau-nau choodiyan hai
Thoda thehro sajan majbooriyan hai
Milan hoga abhi ik raat ki dooriyan hain
Mere hathon mein nau-nau choodiyan hai
Thoda thehro sajan majbooriyan hai
Shava.. oye shava.. oye shava shava shava
Shava.. oye shava.. oye shava shava shava.

Wednesday, 25 March 2015

Adinath Chalisa

Adinath Chalisa
Doha
Shish niva arihant ko sidhan karon pranam
upadyahe acharya ka le sukhkari naam
sarv sadhu aur saraswati jin mandir sukhkar
adinath bhagwan ko man mandir mein dhar
chaupaie
Jai Jai Adinath jin swami
den kal tehu jag mein nahin
Besh diganmbar dhar rahe voh
Karm ko tum mar rahe ho
Ho sarvgya baki sab janu
sari duniya ko pahachanoon
Nagar Ayodhya jo kahalaye
Raj Anadi ray batlaye
marudevi mata ke uday se
Chaitra vadi nav niko janme
Tumne jag ko gyan sikhaya
karm bhoomi ka bij uppaya
kalpvriksh jab laga vighatne
janata aayi dukhra kahane
sabka sanshaye jabhi bhagaya
surya chandra ka gyan karaya
kheti karna bhi sikhlaya
nyay dand adik samjhaya
tumne raj kiya niti ka
sabak aapse jag ne seekha
putra aapka bharat bataya
chakravarti jag mein kahalaya
bahu bali jo putra tumhare
sabse pahele moksh sidhare
suta aapki do batlayi
brahma aur sundri patlayi
unko bhi vidya sikhlayi
akshar aur ginti batlayi
ik din raj sabha ke andar 
ek apsara nach rahi kar
ayu bahut thodi thi baki
isliye veh thoda hi nachi
jab bhi mar gayi jise dekhkar
jhat aaya bairagya umarkar
beton ko jhat paas bulaya
raj pat sab mein batwaya
Chod sabhi jhanjhat sansari
van jane ki kari tyari
rav hazaron sath sidhaye
raj pat taj van ko dhaye
lekin jab tumne tap kina
sabne apna rasta leena
desh digambar taj kar sabne
jhal adi ke kapde pahene
bhook pyas se jab ghabraye
phal adik kha bookh mitaye
aur dharam is bhanti phailaye
jo ab duniya mein dikhlaye
che mahine tak dhyan lagaye
phir bhojan kar ni ko dhaye
bhojan vidhi jane nahin koi
kaise prabhu ka bhojan hoee
isi tarah bas chalte chalte
che mahine bhojan ko beete
nagar hastinapur mein aaye
raja som sheans bataye
yaad jab bhi pichla bhav aaya
tumko foran hi pargaya
ras gane ka tumne khaya
duniya ko updesh sunaya
tap kar ke val gyan upaya
moksh gaye sab jag harshaya
atishay nyukt tumhara mandir
ek hai nasal ganj andar
uska yah atishay batlaya
kasht kalesh ka hove safaya
man dung par daya dikhayi
jan jeere sab kat girayi
raj sabha mein man badaya
jain dharam jag mein phailaya
mujhpar bhi mahima dikhlayo
kast chandr ka door bhagayo
Doha
Nit chalis hi bar path kare chalis din
kheve dhoop apaar mar sal ganj mein ayie ke
hove kuber saman jan daridro hoye jo
jiske nahin santan naam vansh jag mein chale.

Tuesday, 24 March 2015

Bhajan - Tere Tan Mein Ram Man Mein Ram

Tere Tan Mein Ram Man Mein Ram

Tere Tan Mein Ram Man Mein Ram
Rom Rom Mein Ram Re
Ram Simarle Dhyan Lagade
Chod Jagat Ke Kaam Re
Bolo Ram Bolo Ram Bolo Ram Ram Ram

Maya Mein Tu Uljha Uljha Dar Dar Dhool Udaye
Ab Tadpa Kyon Man bhari Jab Maya Saath Chudaye
Der Nahin Hai Ab Bhi Bande Le Le Uska Naam Re
Bolo Ram Bolo Ram Bolo Ram Ram Ram

Tan Ke bheetar Paanch Lutere Dal Rahe hai Dera
Kam Krodh Mad Lobh Moh ne Tujhko Aisa Ghera
Bhool gaya Tu Ram Ratan Bhula Pooja Ka Kaam Re
Bolo Ram Bolo Ram Bolo Ram Ram Ram

Bachpan Beeta Khel Khel Mein Bhari Javani Soya
Dekh Budapa Soche Ab Tu Kya Paya Kya Khoya
Din To Beeta Daur dhoop Mein Dhal Jaye Na Shyam Re
Bolo Ram Bolo Ram Bolo Ram Ram Ram

Bhajan - Kabhi Kabhi Bhagwan Ko Bhi

Kabhi Kabhi Bhagwan Ko Bhi

Kabhi Kabhi Bhagwan ko Bhi Bhagton Se Kaam Pade
Jana Tha Ganga Paar Prabhu Kevat Ki Nav Chade

Avadh Chod Prabhu Van Ko Dhaye
Siya Ram Kalhan Ganga Tat Aaye
Kevat Man hi Man Harshaye
Ghar Bhaithe Prabhu Darshan Paye
Haath Jodkar Prabhu Ke Aage Kevat Magan Khade
Jana Tha Ganga Paar Prabhu Kevat Ki Nav Chade

Prabhu Bole Tum Nav Chalaoo
Par Hamein Kevat Pahunchaoo
Kevat Kahe Suno Hamari
Prabhu Charno Ki Maya Bhari
Mein Garib Naiya More Nari Na Hoye Pade
Jana Tha Ganga Paar Prabhu Kevat Ki Nav Chade

Kevat Daur Ke Jal Bhar Laya
Charan Dhoye Charna Mrit Paya
Ved Granth Jinke Yash Gaye
Kevat Unko Nav Chadaye
Barse Phool Gagan Se Aise Bhakt Ke Bhaag Bade
Jana Tha Ganga Paar Prabhu Kevat Ki Nav Chade

Chali Nav Ganga Ki Dhara
Siya Ram Lakahn Ko Paar Utara
Prabhu Dene lage Nav Utrai
Kavat Kahe Nahin Raghurai
Par Kiya Maine Tumko Ab Tu Mohe Paar Kare
Jana Tha Ganga Paar Prabhu Kevat Ki Nav Chade


Bhajan - Radha Rani Dhoondh Rahi Kisine Mera Shyam Dekha

Radha rani Dhoondh Rahi Kisine Mera Shyam Dekha

Radha Rani Dhoondh Rahi Kisine Mera Shyam Dekha

Radha Tere Shyam Ko Humne Vrindavan Mein Dekha
Gaiya Chadate Hoove Radha Tera shyam Dekha

Radha Tera Shyam Humne Mathura Mein Dekha
Ras Rachate Hoove Radha Tera Shyam Dekha

Bhajan - Kabhi Ram Banke Kabhi Shyam Banke

Kabhi Ram Banke Kabhi Shyam Banke

Kabhi Ram Banke Kabhi Shyam Banke
Chale Aana Prabhu Ji Chale Aana



Bhajan - Pag Ghunghroo Baandh Meera Nachi Re

Pag Ghunghroo Baandh Meera Nachi Re

Pag Ghunghroo Baandh Meera Nachi Re
Voh Toh Apne Narayan Ki Aap Hi Ban Gayi Dasi Re

Vish Ka Pyaala Rana Ne Bheja
Peevat Meera Hasi Re

Koi Kahi Meera Bhai Hai Baanvri
Koi Kahi Kul Nasi Re

Meera Ke Prabhu Girdhar Naagar
Voh Toh Ban Gayi Dasi Re

Bhajan - Mere Ghar Ke Aage Sainath

Mere Ghar Ke Aage Sainath


Mere Ghar Ke Aage Sainath
Tera Mandi Ban Jaye
Jab Jab Khidki Kholoon
Tera Darshan ho Jaye

Jab arati ho teri mujhe ghanti sunayi de
Mujhe roj savere sainath teri soorat dikhayi de
Jab bhajan kare mil kar ras kano me ghul jaye

Jab khidki kholu to tere darshan ho jaye
Mere ghar ke aage sainath tere mandir ban jaye

Aate jaate baba tumko mai pranam karun
Jo mere layak ho kuch aisa kaam karun

Teri seva karne se meri kismat khul jaye
Jab khidki kholu to tere darshan ho jaye
Mere ghar ke aage sainath tere mandir ban jaye

Nazdik rahenge to aana jana hoga
Ab bhakton ka baba milna jhulna hoga
Sab saath rahe baba jaldi vo din aaye

Jab khidki kholu to tera darshan ho jaye
Mere ghar ke aage sainath tere mandhir ban jaye

Bhajan - Ai Malik Tere Bande Hum

Ai Malik Tere Bande Hum


Ai Malik Tere Bande Hum
Aise Ho Hamare Karam
Neki Par chale
Aur Badi Se Tale
Taki Haste Hoove Nikle Dam
Ai Malik Tere Bande Hum

Bada Kamzor Hai Aadmi
Aur Lakhon Hai Usmein Kami
Par tu Jo Khada
hai Dayalo Bada
Teri Kirpa Se Dharti Thami
Diya Tune Hamein Jab Janam
Tuhi Jhelega Hum Sab Ke Gam
Neki Par chale
Aur Badi Se Tale
Taki Haste Hoove Nikle Dam
Ai Malik Tere Bande Hum


Yeh Andhera Ghana Cha Raha
Tera Insaan Ghabra Raha
Ho Raha Bekhabar
Kuch Na Aata Nazar
Sukh Ka Sooraj Chipa Ja Raha
Hai Teri Roushini Mein Jo Dam
Jo Amawas Ko Kar De Poonam
Neki Par chale
Aur Badi Se Tale
Taki Haste Hoove Nikle Dam
Ai Malik Tere Bande Hum

Jab Zulmoon Ka Ho Samna
Tab Tu Hi Hamein Thamna
Vo Burai Kare
Hum Bhalaee Kare
Nahin Badle Ki Ho Bhavna
Bad Uthe Pyaar Ka Har Kadam
Aur Mite Bair Ka Sab Bharam
Neki Par chale
Aur Badi Se Tale
Taki Haste Hoove Nikle Dam
Ai Malik Tere Bande Hum

Shani Chalisa

Shree Shani Chalisa

Doha

Jai Ganesh Girja Suwan, Mangal Karan Kripal, Deenan Ke Dukh Door Kar Keeje Nath Nihal
Jai Jai Shree Shanidev Prabhu Sunah Vinay Maharaj, Karah Kripa He Ravi Tanay Rakhaou Jan Ki Laaj

Jayati jayati Shani Dev Dayala Karat sada Bhaktan Pritpala
Char Bhuja Tanu Shyam viraje, Maathe ratan Mukut chabi Chaje
Param Vishal Manohar Bhala, Tedi Drishti Brikiti Vikrala
Kundal Shravan Chamacham Chamke Hiya Maal Mukat Man Dhamke
Kar Mein Gada Trushul Kuthara Pal Bich Karah Arahi Sanhara
Pingal Krishno Chaya Nandan Yam Kornstra Raudra Dukh Bhanjan
Soauri Mand Shani Dash Nama Bhanu Putra Poojahi Sab Kama
Jaapar Prabhu Prasan Have Jayi Rankau Rav Kare Chan Mahin
Parvatahu Tan hoe Niharat Tranhoon Ko Parvat Kar Daarat
Raj Milat Ban Ramahi Deeniyo Kekayi Hoon Ki Mat Har Leenyo
Banahoon Mein Mrigh Kapat Dikhaee Maat Jaanki Gayi Churaee
Lakshrahi Shakti Bikal Kari Dara Machiga Dal Mein Ha ha Kara
Ravan Ka Gat Mat Bauraee Ramchandra Syon Bair Karaee
Deeyo Keet Kar Kanchan Lanka Baji Bajrang Beer Ki Danka
Nrip Vikram Par Tuhi Pag Dhara Chitra Mayur Nigligaiy Hara
Har Naulakhya Lagiyo Chori Haath Pair Darvyo Tori
Bhari Dasha Nikrisht Dikhayo Telahi Ghar Kolahoo Chalvayo
Vinay Raag Deepak Mah Kinhiyo Tab Prasaana Prabhu Have Sukh Deniyo
Harishchandra Nrip Naari Bikani Aapahuon hare Dom Ghar Pani
Taise Nal Par Disha Sirani Bhoonji Meen Kood Gayo Pani
Shre Shankarahi Gahiyo ab Jahi Parvati Ko Sati Karayi
Tanik Volokat Hi Kari Risa Nabh Udigayo aurisut Seesa
Pandav Par Bhai Dhasha Tumari Bachi Dropadi Hot Udhari
Kaurav Ke Bhi Gat Mat MariyoYudh Mahabbharat Kar Dariyo
Rav Kahi Mukh Mein hari Tatkala Lekar Kood Pariyo Patala
Shesh DevLakh Vinati Layi Ravi Ko Mukh Te Diyo Chudaee
Vahan Prabhu Ke Saat Sujana ag Diggaj Gardabh Mrig Swana
Jumbak Sinh Aadi Nakh Dhari So Phal Jotish Kahat pukari
Gaj Vahan Lakshmi Grah Aave Haye Te Sukh Sampati Upjave
Gardabh Hani Kare Bahu Kaja Sinh Sidhikar Raj Samaja
Jumbak Budhi asht Kar Dare Mrig de Kasht Pran Saihare
Jab Aave Preabhu Swan Savari Chori Aadi Hoe Dar Bhari
Taisehi Char Charan Yeh Nama Svarn Lohe Chandi Ur Tama
Loh Charan Par Jab Prabhu Aave Dhun Jan Sampati Nasht Karave
Samta Taam Rajat Shubhkari Swarn Sarv Sukh Mangal Bhari
Jo Yeh Shani Charitra Nit Gave Kabahoon Na Dasha Nikrisht Satave
Adhbhu Naath Dikhave Leela Kare Satru Ke Nashabh Bali Dheela
Jo Paudit Suyogiya Bulvayee Vidhivat Shani Grah Shanti Karaee
Peepal Jal Shani Divas Charavat Deep Daan De Bahu Sukh Paavat
Kahat Ram Sundar Prabhu Daasa Shani Simrat Sukh Hot Prakasha

Doha

Path hanichar Dev Ko Kinho Vimal Taiyaar , Karat Path Chalis din Ho Bhavsaagar Paar

Jo Stuti ashrath Ji Kiyo Sanmukh Shani Nihar, Sarasa Subhash mein Vahi Lalita Likhe Sudhar

Monday, 23 March 2015

Durga Chalisa

Namo Namo Durge Sukh Karani, Namo Namo Ambe Dukh Harani
Nirakar Hai Jyoti Tumhari, Tihoun Lok Phaili Uujiyaari

Shashi Lalaat Mukh Maha Vishala, Netra Lal Bhrikoutee Vikaraala
Roop Maatu Ko Adhik Suhaave, Darshan Karata Jana Ati Sukh Paave

Tum Sansar Shakti Laya Keena, Palana Hetu Anna Dhan Deena
Annapoorna Hui Tu Jag Pala, Tumhi Aadi Sundari Bala

Pralayakala Sab Nashana Haari, Tum Gouri Shiv Shankar Pyari
Shiv Yogi Tumhre Gun Gaavein, Brahma Vishnu Tumhein Nit Dhyavein

Roop Saraswati Ka Tum Dhara, Day Subuddhi Rishi Munina Ubara
Dharyo Roop Narsimha Ko Amba, Pragat Bhayi Phaad Ke Khamba

Raksha Kari Prahlad Bachaayo, Hiranyaykush Ko Swarga Pathayo
Lakshmi Roop Dharo Jag Maahin, Shree Narayan Anga Samahin

Ksheer Sindhu Mein Karat Vilaasa, Daya Sindhu Deejey Man Aasa
Hingalaja Mein Tumhi Bhavani, Mahima Amit Na Jaat Bakhani

Matangi Aru Dhoomawati Mata, Bhuvaneshwari Bagala Sukhdata
Shree Bhairav Tara Jag Tarani, Chhinna Bhala Bhava Dukh Nivarini

Kehari Vahan Soha Bhavani, Laangur Veer Chalata Agavani
Kar Mein Khappar Khadaga Virajay, Jako Dekh Kaal Dar Bhajey

Sohe Astra Aur Trishula, Jase Uthata Shatru Hiya Shoola
Nagarkot Mein Toumhi Virajat, Tihoun Lok Mein Danka Baajat

Nagarkot Mein Toumhi Virajat, Tihoun Lok Mein Danka Baajat Shumbh
Nishumbh Daanuv Tum Maare, Rakta Beej Shankhana Sanghaare

Mahishasur Nrip Ati Abhimaani, Jehi Agh Bhar Mahi Akulaani
Roop Karaal Kali ka Dhara, Sen Sahita Tum Tihin Samhara

Pari Gaarh Santana Par Jab Jab, Bhayi Sahay Matou Tum Tab Tab
Amarpuri Arubaa Sab Lokaa, Tab Mahima Sab Kahey Ashoka

Jwala Mein Hai Jyoti Tumhari, Tumhein Sada Poojey Nar Nari
Prem Bhakti Se Jo Yash Gave, Dukh Daridra Nikat Nahin Aave

Dhyaave Tumhein Jo Nar Man Layi, Janma Maran Tako Chhouti Jaayi
Yogi Sur Muni Kahat Pukaari, Yog Na Hoye Bina Shakti Tumhari

Shankara Acharaj Tap Ati Keenho, Kaam Krodh Jeet Sab Leenho
Nishidin Dhyan Dharo Shankar Ko, Kaahu Kaal Nahin Soumiro Tumko

Shakti Roop Ko Maram Na Payo, Shakti Gayi Tab Man Pachitayo
Sharnagat Huyi Kirti Bakhaani, Jai Jai Jai Jagadambe Bhavani

Bhayi Prasanna Aadi Jagadamba, Dayi Shakti Nahin Keen Vilamba
Maukon Maatu Kashta Ati Ghero, Tum Bin Kaun Harey Dukh Mero

Asha Trishna Nipat Satavein, Ripu Moorakh Mohe Ati Darpaave
Shatru Nash Kijey Maharani, Soumiron Ikchit Tumhein Bhavani

Karo Kripa Hey Maatu Dayala, Riddhi Siddhi Dey Karahou Nihaala
Jab Lagi Jiyoun Daya Phal Paoun, Tumhro Yash Mein Sada Sounaoun

Durga Chalisa Jo Nar Gaavey, Sab Sukh Bhog Parampad Pavey
Devidas Sharan Nij Jaani, Karahoun Kripa Jagadambe Bhavani

Shiv Chalisa


Doha

Jai Ganesh Girja Suvan Mangal Mul Sujan , Kahat Ayodhya Das Tum Dey Abhaya Varadan

Jai Girija Pati Dinadayala Sada Karat Santan Pratipala
Bhala Chandrama Sohat Nike,Kanan Kundal Nagaphani Ke
Anga Gaur Shira Ganga Bahaye,Mundamala Tan Chhara Lagaye
Vastra Khala Baghambar Sohain,Chhavi Ko Dekha Naga Muni Mohain

Maina Matu Ki Havai Dulari,Vama Anga Sohat Chhavi Nyari
Kara Trishul Sohat Chhavi Bhari,Karat Sada Shatrun Chhayakari
Nandi Ganesh Sohain Tahan Kaise,Sagar Madhya Kamal Hain Jaise
Kartik Shyam Aur Gana rauo,Ya Chhavi Ko Kahi Jata Na Kauo

Devan Jabahi Jaya Pukara,Tabahi Dukha Prabhu Apa Nivara
Kiya Upadrav Tarak Bhari,Devan Sab Mili Tumahi Juhari
Turata Shadanana Apa Pathayau,Luv nimesh Mahi Mari Girayau
Apa Jalandhara Asura Sanhara,Suyash Tumhara Vidit Sansara

Tripurasur Sana Yudha Machai,Sabhi Kripakar Lina Bachai
Kiya Tapahin Bhagiratha Bhari,Purahi Pratigya Tasu Purari
Darpa chod Ganga thabb Aayee,Sevak Astuti Karat Sadahin
Veda Nam Mahima Tav Gai,Akatha Anandi Bhed Nahin Pai

Pragati Udadhi Mantan te Jvala,Jarae Sura-Sur Bhaye bihala
Mahadev thab Kari Sahayee,Nilakantha Tab Nam Kahai
Pujan Ramchandra Jab Kinha,Jiti Ke Lanka Vibhishan Dinhi
Sahas Kamal Men Ho Rahe Dhari,Kinha Pariksha Tabahin Purari

Ek Kamal Prabhu Rakheu goyee,Kushal-Nain Pujan Chahain Soi
Kathin Bhakti Dekhi Prabhu Shankar,Bhaye Prasanna Diye-Ichchhit Var
Jai Jai Jai Anant Avinashi,Karat Kripa Sabake Ghat Vasi
Dushta Sakal Nit Mohin Satavai,Bhramat Rahe Man Chain Na Avai

Trahi-Trahi Main Nath Pukaro,Yahi Avasar Mohi Ana Ubaro
Lai Trishul Shatrun Ko Maro,Sankat Se Mohin Ana Ubaro
Mata Pita Bhrata Sab Hoi,Sankat Men Puchhat Nahin Koi
Swami Ek Hai Asha Tumhari,Ai Harahu Ab Sankat Bhari

Dhan Nirdhan Ko Deta Sadahin,Arat jan ko peer mitaee,
Astuti Kehi Vidhi Karai Tumhari,Shambhunath ab tek tumhari
Dhana Nirdhana Ko Deta Sadaa Hii,Jo Koi Jaanche So Phala Paahiin
Astuti Kehi Vidhi Karon Tumhaarii,Kshamahu Naatha Aba Chuuka Hamaarii

Shankar Ho Sankat Ke Nashan,Vighna Vinashan Mangal Karan
Yogi Yati Muni Dhyan Lagavan,Sharad Narad Shisha Navavain
Namo Namo Jai Namah Shivaya,Sura Brahmadik Par Na Paya
Jo Yah Patha Karai Man Lai,To kon Hota Hai Shambhu Sahai

Riniyan Jo Koi Ho Adhikari,Patha Karai So Pavan Hari
Putra-hin Ichchha Kar Koi,Nischaya Shiva Prasad Tehin Hoi
Pandit Trayodashi Ko Lavai,Dhyan-Purvak Homa Karavai
Trayodashi Vrat Kare Hamesha,Tan Nahin Take Rahe Kalesha

Dhuupa Diipa Naivedya Chadhaave,Shankara Sammukha Paatha Sunaave
Janma Janma Ke Paapa Nasaave,Anta Dhaama Shivapura Men Paave


Dohaa

Nitya Nema kari Pratahi,Patha karau Chalisa. Tum Meri Man Kamana,Purna Karahu Jagadisha

Hanuman Chalisa

Hanuman chalisa

Doha

Shri guru charan saroj raj nij mane mukure sudhaari, Varnao raghuvar vimal jasu jo daayaku phal chaari
Budhi hin tanu janike sumirau pavan kumaar, Bal budhi vidya dehu mohe harahu kalesavikaar

Jai hanuman gyan gun saagar ,  Jai kapis tihun lok ujaagar
Ram doot atulit bal dhaama,  Anjani-putra pavan sut naama
Mahavir vikram bajrangi,  Kumati nivaar sumati ke sangi
Kanchan varan viraaj subsea, Kaanan kundal kunchit kesaa
Haath vajra aur dhuvaje viraaje, Kandhe moonj janehu saaje
Shankar suvan kesri nandan, Tej prataap maha jag vandan
Vidyavaan guni ati chaatur, Raam kaaj karibe ko aatur
Prabhu charitra sunibe ko rasiya, Raam lakhan sita man basiya
Sukshma roop dhari siyahi dikhaava, Vikat roop dhari lanka jalaava
Bhima roop dhari asur sanghaare, Ramachandra ke kaaj sanvaare
Laaye sanjivan lakhan jiyaaye, Shri raghuvir harashi ur laaye
Raghupati kinhi bahut badhaayi, Tum mam priye bharat-hi sam bhaai
Sahas badan tumharo yash gaave, As kahi shripati kanth lagaave
Sankadik brahmadi muneesa, Naarad saarad sahit aheesa
Yam kuber digpal jahan te, Kavi kovid kahi sake kahan te
Tum upkaar sugreevahin keenha, Ram milaay rajpad deenha
Tumharo mantra vibheeshan maana, Lankeshwar bhay sub jag jaana
Yug sahastra jo jan par bhaanu, Leelyo tahi madhur phal jaanu
Prabhu mudrika meli mukh maahee, Jaladhi langhi gaye achraj naahee
Durgaam kaaj jagat ke jete, Sugam anugraha tumhre tete
Ram dware tum rakhvaare, Hoat na agya binu paisare
Sub sukh lahai tumhari sarna, Tum rakshak kaahu ko darna
Aapan tej samhaaro aapai, Teenhon lok haank te kanpai
Bhoot pisaach nikat nahin aavai, Mahaavir jab naam sunavai
Naase rog harai sab peera, Japat nirantar hanumant beera
Sankat se hanuman chudavai, Mann karam vachan dyan jo lavai
Sab par raam tapasvee raja, Tinke kaaj sakal tum saaja
Aur manorath jo koi lavai, Sohi amit jeevan phal pavai
Charon yug partap tumhaara, Hai persidh jagat ujiyaara
Saadhu sant ke tum rakhwaare, Asur nikandan ram dulhaare
Ashta sidhi nav nidhi ke dhaata, Us var deen janki maata
Raam rasaayan tumhare paasa, Sada raho raghupati ke daasa
Tumhare bhajan raam ko pavai, Janam janam ke dukh bisravai
Anth kaal raghuvir pur jayee, Jahaan janam hari-bakht kahayee
Aur devta chit na dharehi, Hanumanth se hi sarve sukh karehi
Sankat kate mite sab peera, Jo sumirai hanumat balbeera
Jai jai jai hanuman gosahin, Kripa karahu gurudev ki nyahin
Jo sat baar paath kare koyi, Chutehi bandhi maha sukh hoyi
Jo yah padhe hanuman chalisa, Hoye siddhi sakhi gaureesa
Tulsidaas sada hari chera, Keejai das hrdaye mein dera

Pavantnayi sankat harana mangal murti roopa, Ram lakhan sita sahita hrdaye basahu sur bhoopa


Aarti - Om Jai Jagdeesh Hare

Om Jai Jagadeesh hare


Om Jai Jagadeesh Hare
Swami Jai Jagadeesh Hare
Bhakt Jano Ke Sankat
Das Jano Ke Sankat
Chan Mein Door Kare
Om Jai Jagadeesh Hare

Jo Dhyave Phal Paave
Dukh Vinase Manaka
Swami Dukha Vinase Manaka
Sukha Sampati Ghar Aave
Kasht mite Tanka
Om Jai Jagadeesh Hare

Maat Pita Tum Mere
Sharan Gahon mein Kiski
Tum Bina Aur na dooja
Aas karon mein jiski
Om Jai Jagadeesh Hare

Tum pooran parmatam
Tum antaryami
parbram parmeshwar
Tum sabke swami
Om Jai Jagadeesh Hare

Tum karoorankar ke saagar
Tum paalan karta
mein moorakh khal kami
Mein Shevak tum swami
Kirpa karo Bharta
Om Jai Jagadeesh Hare

Tum ho ek agochar
Sabke pran pati
Kis bidh mioon daya mein
Tuma ko mein Kumati
Om Jai Jagadeesh Hare


Deen bandhu dukh harta
thakur tum mere
karona hast badao
Apne charan lagao
Dwar pada mein tere
Om Jai Jagadeesh Hare

Vishay vikar mitaoo
Paap haro deva
Shradha bhakti badaoo
santan ki seva
Om Jai Jagadeesh Hare

tan man dhan
sab kuch hai tera
tera tujhko hi arpan
kya lage mera
Om Jai Jagadeesh Hare

Shyam sundar ji ki aarti
Jo koi nar gave
jo koi nari gave
kahat shivanand swami
manvachit phal paave
Om Jai Jagadeesh Hare

Chalisas

Hanuman Chalisa


Shiv Chalisa


Durga Chalisa


Bhajans

Ai Malik Tere Bande Hum


Ai Malik Tere Bande Hum
Aise Ho Hamare Karam
Neki Par chale
Aur Badi Se Tale
Taki Haste Hoove Nikle Dam
Ai Malik Tere Bande Hum

Bada Kamzor Hai Aadmi
Aur Lakhon Hai Usmein Kami
Par tu Jo Khada
hai Dayalo Bada
Teri Kirpa Se Dharti Thami
Diya Tune Hamein Jab Janam
Tuhi Jhelega Hum Sab Ke Gam
Neki Par chale
Aur Badi Se Tale
Taki Haste Hoove Nikle Dam
Ai Malik Tere Bande Hum


Yeh Andhera Ghana Cha Raha
Tera Insaan Ghabra Raha
Ho Raha Bekhabar
Kuch Na Aata Nazar
Sukh Ka Sooraj Chipa Ja Raha
Hai Teri Roushini Mein Jo Dam
Jo Amawas Ko Kar De Poonam
Neki Par chale
Aur Badi Se Tale
Taki Haste Hoove Nikle Dam
Ai Malik Tere Bande Hum

Jab Zulmoon Ka Ho Samna
Tab Tu Hi Hamein Thamna
Vo Burai Kare
Hum Bhalaee Kare
Nahin Badle Ki Ho Bhavna
Bad Uthe Pyaar Ka Har Kadam
Aur Mite Bair Ka Sab Bharam
Neki Par chale
Aur Badi Se Tale
Taki Haste Hoove Nikle Dam
Ai Malik Tere Bande Hum

Mere Ghar Ke Aage Sainath


Mere Ghar Ke Aage Sainath
Tera Mandi Ban Jaye
Jab Jab Khidki Kholoon
Tera Darshan ho Jaye

Jab arati ho teri mujhe ghanti sunayi de
Mujhe roj savere sainath teri soorat dikhayi de
Jab bhajan kare mil kar ras kano me ghul jaye

Jab khidki kholu to tere darshan ho jaye
Mere ghar ke aage sainath tere mandir ban jaye

Aate jaate baba tumko mai pranam karun
Jo mere layak ho kuch aisa kaam karun

Teri seva karne se meri kismat khul jaye
Jab khidki kholu to tere darshan ho jaye
Mere ghar ke aage sainath tere mandir ban jaye

Nazdik rahenge to aana jana hoga
Ab bhakton ka baba milna jhulna hoga
Sab saath rahe baba jaldi vo din aaye

Jab khidki kholu to tera darshan ho jaye
Mere ghar ke aage sainath tere mandhir ban jaye

Pag Ghunghroo Baandh Meera Nachi Re

Pag Ghunghroo Baandh Meera Nachi Re
Voh Toh Apne Narayan Ki Aap Hi Ban Gayi Dasi Re

Vish Ka Pyaala Rana Ne Bheja
Peevat Meera Hasi Re

Koi Kahi Meera Bhai Hai Baanvri
Koi Kahi Kul Nasi Re

Meera Ke Prabhu Girdhar Naagar
Voh Toh Ban Gayi Dasi Re

Kabhi Ram Banke Kabhi Shyam Banke

Kabhi Ram Banke Kabhi Shyam Banke
Chale Aana Prabhu Ji Chale Aana


Radha rani Doondh Rahi Kisine Mera Shyam Dekha

Radha Rani Doondh Rahi Kisine Mera Shyam Dekha


Kabhi Kabhi Bhagwan Ko Bhi

Kabhi Kabhi Bhagwan ko Bhi Bhagton Se Kaam Pade


Tere Tan Mein Ram Man Mein Ram

Tere Tan Mein Ram Man Mein Ram
Rom Rom Mein Ram Re

Aartis

Om Jai Jagadeesh hare


Om Jai Jagadeesh Hare
Swami Jai Jagadeesh Hare
Bhakt Jano Ke Sankat
Das Jano Ke Sankat
Chan Mein Door Kare
Om Jai Jagadeesh Hare

Jo Dhyave Phal Paave
Dukh Vinase Manaka
Swami Dukha Vinase Manaka
Sukha Sampati Ghar Aave
Kasht mite Tanka
Om Jai Jagadeesh Hare

Maat Pita Tum Mere
Sharan Gahon mein Kiski
Tum Bina Aur na dooja
Aas karon mein jiski
Om Jai Jagadeesh Hare

Tum pooran parmatam
Tum antaryami
parbram parmeshwar
Tum sabke swami
Om Jai Jagadeesh Hare

Tum karoorankar ke saagar
Tum paalan karta
mein moorakh khal kami
Mein Shevak tum swami
Kirpa karo Bharta
Om Jai Jagadeesh Hare

Tum ho ek agochar
Sabke pran pati
Kis bidh mioon daya mein
Tuma ko mein Kumati
Om Jai Jagadeesh Hare


Deen bandhu dukh harta
thakur tum mere
karona hast badao
Apne charan lagao
Dwar pada mein tere
Om Jai Jagadeesh Hare

Vishay vikar mitaoo
Paap haro deva
Shradha bhakti badaoo
santan ki seva
Om Jai Jagadeesh Hare

tan man dhan
sab kuch hai tera
tera tujhko hi arpan
kya lage mera
Om Jai Jagadeesh Hare

Shyam sundar ji ki aarti
Jo koi nar gave
jo koi nari gave
kahat shivanand swami
manvachit phal paave
Om Jai Jagadeesh Hare